Contact Us Privacy Policy About Home
khatu shyam ke bhajan

Khatu shyam Bhajan / Status 2020

khatu shyam ji bhajan, baba shyam rajasthani bhajan, shrishyam new bhajan, Hit bhajan of baba shyam,

All khatu shyam ji bhajans lyrics yha uplabdh ho jaygnge  ham es par kaam kar rhe hai... dheere dheere aapko naye or purane sare bhajans ke lyrics aapko yha mil jayenge. Khatu shyam new songs and shyam ji old songs ke lyrics aapko yha jldi hi prapt ho jayenge. En baba  shyam ji ke bhajan ke lyrics ko aap khatu shyam status for facebook, whatsapp, instagram or sabhi prkar ke social media par khatu shyam ji ke status ke rup me use kar skte ho.

4g  bhajan of baba shyam

Yah ek dj songa hai (4g khatu shyam) jise music records ne Present kiya tha. Es song me Ashu yadav or manisha kirad ne singing ki hai or naveen sharma ne music diya hai. 2019 me 4g khatu shyam song bahut famous huaa hai. Sabhi shyam bhakto ki juban par yah song hai.. 4g khatu shyam bhajan ke lyrics aapko yha mil jayenge......

Khatu shyam baba ke bhajan. Khatu shyam ji bhajan 2019 ke famouse shyam bhajan ke lyrics yha uplabdh hai. 2019 Khatu shyam bhajano me ek uchaiya pane wala saal hai. Es saal me prkashit huye shyam bhajan apni dhun or lyrics ke mamle me babhut kamal ke hai. Mat Hona man bawre udaas, Mahino falgun ko rang barse hai aadi bahut hi shyam bhajan 2019 me prkashit huye or baba shyam ke bhakto me bahut famous bhi huye.

 

 

Papu sharma ji ke song

Mahino falgun ko, Khatu me ras barse ji...

mhino falgun ko...

Khatu aalo shyam dhni bhkta n nirkh cha...

mahino falgun ko....

Tabar tibaar bda padhera,Shyam nisaan lejave cha..

Aata dekh bhagat ne, mharo babo nirakha cha....

Khatu aalo shyam dhni, bhkta n nirakha cha...

mahino falgun ko....

pgha, ubhana , pet plana, naach kudta aave cha..

Nigrani sab bhkta par mharo babo rakh cha...

mahino falgun ko....

Bhaat bhaat ki iccha lekar, sagla khatu aaya ji...

Kunsha bhagt na ke chahe, yo betho parkh cha....

mahino falgun ko....

Barash pache bida jab bhagt hove cha..

Gale laag ke sagla bilkha cha.....

mahino falgun ko....

Mahino falgun ko, Khatu me ras barse ji...

mhino falgun ko...

Bhajan By: Papu Sharma Khatuwale

++++++++++++++++++++++++++++

Uma lahri ji ke bhajan

uhi hote rhe...
tera ye didar sanwre...
Meri bagiya me Tu hai to bahar sanvre...

koi tere jesa kaha dildaar sanvre..
kisi or ne kiya eaitbaar sanvre...

Tera mujhpar bda hai upkar sanvre..
Meri bagiya me Tu hai to bahar sanvre...

Meri dil ki lagi ko na todna....na todna..
Haath thama hai to kbhi bhi na chodana...na Chodana...
Mohe sang sand le chal us par sanvre...
Dil kese ye lagega espar sanvre...
Jha tu hai wha mera sansaar sanvre...
meri bagiya me tu hai to hai bahar sanvre...

Jiska koi nahi uska sahara tu..sahara tu..
Baba dubte ko pal me ubara tu...ubara tu...
ore..palan hare mere sarkar sanvre...ho...
ore..palan hare mere sarkar sanvre..
Yahi naman kru bar bar me sanver...
meri bagiya me tu hai to hai bahar sanvre...


ohhh..mere baba...mereee baba..

uhi hote rhe...
tera ye didar sanwre...
Meri bagiya me Tu hai to bahar sanvre...

 

Khatu shyam ji Whtasapp status Video