Contact Us Privacy Policy About Home

Khatu Shyam Mandir

History of khatu shyam ji temple

Khatu shyam mandir (Temple) is located in khatushyam ji. Temple is very famous in kaliyug. If you want to know about mandir time table (khatu shyam ji mandir timing), mandir location, temple history ann many more information are avalable here on our website. Khatu shyam ji temple is very famous all around the world.

Devotess place in rajasthan  

Khatu Shyam ji ke mandir ki kahnai ka Sambandh us baat se hai jhaan par khatu shyam baba
ne apni veerta dikha kar khatu shyam ji me apne sheesh ko esthapit kiya. Khatu Shyam
ka mandir khatu shyam Kund se avtarit sheesh ko esthapit krne se huyi hai.

Khatu Shyam ji ki kahani ye hai ki khatu shyam ji me ek gaay mata huaa krti thi. wah gaay mata har
rooj ek jagah par jakar khadi ho jati thi. Wah gaay jab wha khdi hoti to gaay mata
ke esthno se apne aap duudh ki dhar us jgah par girne lagti thi. Jab gaay ka malik
dudh ko nikalne ke liye aata tha to use dudh nhi milta tha. Kafi dino tak es trah
chlta rha. Gaay ke malik ko lagne lga ki gaay ka dudh koi chuup kar nikal leta hai.

Kafi time sochne ke baad gaay ke malik ne us gaay par nigrani rkhna prarmbh kiya.
us din jab gaay ke malik ne ye chmtkaar dekha to dekhta rah gya. Usne dekha ki
gaay ki dhaar swath hi jammin me gir rhi thi mano koi use pi rha ho.

Jab es chmatkar ki baat raja ko pta chali to raaja ji or unke mantri us sthaan par
pahuche kar dekha ki gaay ka malik shi bol rha h to us sthaan par khudai krne ka 
aadesh diya gya.
 
jab jameen ko khodne lge to jameen se aawaj aane lgi ki " aaram se khodo yha par mera sheesh hai "

Ek raat raja ko sapna aaya ki raja ab mera avtarit hone ka samay aa gya hai. Me
mhabhart ka veer barbarik (Khatu shyam ji) hu. Mene bhagwaan krishna ko apna 
sheesh daan kiya tha. Jis wjah se mujhe Kalyug me pujane ka vardaan mila tha.
Fir baba shyam ne bola ki raja tumhe us sthan par mera sheesh milega or tum mera
shyam mandir bnaoge.

Uske baad raja agle din us jagah par gya or wha se baba shyam ka sheesh mila.
raja ne us sheesh ko vidhi vidhan se mandir me sthapit krwaya. Or kalyug ke awtaar ke
roop me puje jane lage.

 

About our shyamparivar website

Best Website for khatu shyam ji temple information. Baba shyam story, temple timing of shyam ji, aarti timing, images and photos,khatu shyam ji wallpaper are avalable here on shyamparivar website.
Khatu shyam ka mandir(Temple) sikar district ke khatu shyam ji me esthit hai. Khatu shyam ji ke bhajan or songs aapko hmari website shyamparivar.com par uplabdh ho jayenge. Status or photos bahut hi sundar roop me aapko yha mil jayegi.
Aapko yadi khatu shyam ji ke mandir ki timing (Timing of khatu sham ji temple) ki jankari chahiye to aapko yha mil jayegi or eske shaath hi ydi aapko aarti ka time (Time-table of Khatu shyam ji Aarti) jaanna hai to aap yha se aasani se pta kar sakte hai.
shyam baba ke hindi bhajan or khatu shyam ji ke songs ke lyrics aapko shyamparivar.com par aasani se uplabh ho jayege. Khatu shyam ji ki aarti, chalisha or anya ke lyrics aapko yha par mil jayenge. shyam parivar website ka mukhya udeshy baba ki jankari baba shyam ke sabhi sabhi bhakto tak aasani se pachuna hai.

Khatu shyam ji ki adhik jankari ke liye click kre.